:- Hum to tere dilki mehfil sajane aye the Teri kasam tuze apna banane aye the Kis bat ki saza di tune humko Hum to tere dard ko apna banana aye the ****************************** :- Mitti ka jism leke pani k ghar me hu Manzil me maut meri har pal safar me hu Hona he qatl ye malum he muze Par khbar nhi kisi nazar me hu Pyar wafa sab kuch mita diya hota Uska nam tak bhula diya hota Agar tasvir uski dil me na hoti To ksam se khud ko b jala diya hota ********** Na tasveer hai aapki jo deedar kiya jaye Na aap pass ho jo pyar kiya jaye Yeh konsa dard diya hai apne Na kuch kaha jaye Na Apke bina jiya jaye